menu-iconlogo
logo

Intezaar

logo
歌詞
Aankhon mein meri tera chehra hai rawan

Tu jawaan, Main wahan

Tu meri saari duniya

Tainu pyar pyar karda main

Tera intezaar karda main

Mere dil pe likha jo naam tera

Use baar baar padhta main

Intezaar karda main

Tujhse hi pyar karda main

Mere dil pe likha jo naam tera

Use baar baar padhta main

(Intezaar karda main)

Chura ke mera dil na jaana

Bana ke aapna na jaana

Chura ke mera dil

(Chura ke mera dil)

Chura ke mera dil

Sapno mein meri teri aanka mainu

Takdiyan rehndiyan ne

Geet boliyan teer ishq de

Chaddh diyan rehndiyan ne

Oye hee naa jaana haanhaan

Sapno mein meri teri aanka mainu

Takdiyan rehndiyan ne haye

Geet boliyan teer ishq de

Chaddh diyan rehndiyan ne

Neend khule to mera dil ye bole

Tujhe bhulaana na

Chura ke mera dil na jaana

Bana ke aapna na jaana

Chura ke mera dil

Chura ke mera dil

(Pyar pyar karda main

Intezaar karda main

Mere dil pe likha jo naam tera

Use baar baar padhta main

Intezaar karda main)

Chura ke mera dil na jaana

Bana ke aapna na jaana

Chura ke mera dil

(Chura ke mera dil)

Chura ke mera dil

Intezaar by Abhijeet Sawant - 歌詞&カバー