menu-iconlogo
logo

Taana Tandana

logo
歌詞
Tana tandana dil hai deewana

Tana tandana dil hai deewana

Behke armaan hai mausam mastana

Meri baho mein aaja aa jana

Tana tandana dil hai deewana

Tana tandana dil hai deewana

Behke armaan hai mausam mastana

Meri baho mein aaja aa jana

Tune pyar mein yu takrar mein

Janeman mujhko kitna sataya

Mera khwab tha tu betab tha

Mujhse tune to kuch na bataye

Biti baat sabhi sajni bhulade

Jo jee kare tera meri ja saja de

Dekho banta hai kaisa anjana

Sikho sikho ji isse tadpana

Tana tandana dil hai deewana

Behke armaan hai mausam mastana

Meri baho mein aaja aaja na

Meri jaan hai tu nadan hai

Aaja tujhko gale se lagalu

Meri pyas hai mere paas hai

Aaja tujhko nazar mein basalu

Ruthega na kabhi kashme uthale

Mujhse aaj mujhe sajna chura le

Hotho se likh de ab yeh afsana

Samma tu meri mein hu parvana

Tana tandana dil hai deewana

Tana tandana dil hai deewana

Behke armaan hai mausam mastana

Meri baho mein aaja aa jana