menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Jannat Me Fatima

Allama Hafiz Bilal Qadrihuatong
rburawskihuatong
歌詞
収録
Allah huma saleh ala sayed e na wa moulana muhammad

Allah huma saleh ala saleh ala sayed e na wa moulana muhammad

Wa ala aly hi wa sahb e hi wa barik wa salam

Jannat main fatima ki kaneezain jahan rahain

Meri yehi dua hai meri maa wahan rahy

Allah huma saleh ala sayed e na wa moulana muhammad

Allah huma saleh ala sayed e na wa moulana muhammad

Apni waldah sy bari muhabat krta hun main aksar unki post daikhta hun meri waldah bari khsuh hoti hain yeh naat sun kar aik dafa main ny itfaqan yeh shair para pehli dafa mery zehen main ni tha k meri waldah sun rhi hain.jab main ghar pohncha to meri waldah kehti hain k aj ap ny mery liye dua ki hai main ny kaha main to roz dua krta hun is main aj apko kia khas baat mehsus huwi.to kaha apny woh shair parha na to main bara khush huwa is bat sy or phir main koshish krta hun aksar maa ki is dua ko shamil krta hun to abhi jab main dua kr raha tha to dr sahab emotional huwy to main ny kaha waqai maa maa hoti hai maa k liye dua is sy bari dua kia hogi phir krty hain yeh dua apni apni maa ko tasawar main rakh k Allah pak jin ki waldah hayat hain unko zindagi dy or jo ja chuki hain dare baqah ki taraf ALLAH pak unhy wahan khair sy rakhy

Jannat main fatima ki kanizain jahan rahain

Jannat main fatima ki kanizain jahan rahain

Jannat main fatima ki kanizain jahan rahain

Meri yehi dua hai meri maa wahan rahy

Allah huma saleh ala sayed e na wa moulana muhammad

Allah huma saleh ala sayed e na wa moulana muhammad

Wa ala aly hi wa sahb e hi wa barik wa salam

Allah huma saleh ala sayed e na wa moulana muhammad

Allah huma saleh ala sayed e na wa moulana muhammad

Wa barik wa salim wa saleh aly wa saleh aly

Allama Hafiz Bilal Qadriの他の作品

総て見るlogo

あなたにおすすめ