menu-iconlogo
huatong
huatong
amit-kumarlata-mangeshkar-main-jis-din-bhula-doon-tera-pyar-cover-image

Main Jis Din Bhula Doon Tera Pyar (संक्षिप्त संस्करण)

Amit Kumar/Lata Mangeshkarhuatong
nuryfemthuatong
歌詞
収録
Main jis din bhula doon tera pyar dil se

Wo din aakhri ho meri zindagi ka

Main jis din bhula doon tera pyar dil se

Wo din aakhri ho meri zindagi ka

Ye aankhein usi∙∙∙ raat ho jaye an∙∙∙dhi

Ye aankhein usi∙∙∙raat ho jaaye an∙∙∙dhi

Jo tere siva∙∙∙ dekhe sapna kisi ka

Main jis din bhula doon tera pyar dil se

Wo din aakhri ho meri zindagi ka

Mujhe apne dil se utarne na dena∙∙∙

Main khusbhoo hoon isko bikharne na dena

Mujhe apne dil se utarne na dena∙∙∙

Main khusbhoo hoon isko bikharne na dena

Hamesha rahoon main tere baazuo∙∙∙n mein

Na toote ye bandhan kabhi dosti ka

Ye aankhein usi raat ho jaaye an∙∙∙dhi

Ye aankhein usi raat ho jaye an∙∙∙dhi

Jo tere siva dekhe sapna kisi ka

Main jis din bhula doon tera pyar dil se

Wo din aakhri ho meri zindagi ka

Amit Kumar/Lata Mangeshkarの他の作品

総て見るlogo

あなたにおすすめ