Tune bechain itna, zyada kiya
Tune bechain itna, zyada kiya
Mai tera ho gaya, maine waada kiya
Dil ne majbur itna, zyada kiya
Dil ne majbur itna, zyada kiya
Mai teri ho gayi, maine waada kiya
Tune bechain itna, zyada kiya
Hoo Dil ne majbur itna, zyada kiya
Lag raha hai mujhe,
tere sar ki kasam,
Lag raha hai mujhe,
tere sar ki kasam,
Apni paheli mohabbat
Nahi yeh sanam
Haa mile aur bich're,
kahi baar ham
Phir se milne ka hamne, iraada kiya
Mai teri ho gayi, maine waada kiya
Tune bechain itna, zyada kiya
Mai tera ho gaya, maine waada kiya
Raat dhalti nahi ii...
Raat dhalti nahi,
din gujaraata nahi,
Mera dil kab tujhe yaad karta nahi
Aahe bharne se ji mera,
bhar'ta nahi ii
Faisla maine, yeh sidha sadha kiya
Mai tera ho gaya, maine waada kiya
Dil ne majbur itna, zyada kiya
Mai teri ho gayi, maine waada kiya
Kaach ki tune churi, balam tor di
Kaach ki tune churi, balam tor di
Laaz ki sharm ki, har kasam tor di
Laaz ki sharm ki, har kasam tor di
Nind to lut li jaan kyu chor de
Kam teri nigaaho ne aadha kiya
Mai tera ho gaya, maine waada kiya
Tune bechain itana zyada kiya
Mai tera ho gaya, maine waada kiya
Dil ne majbur itna zyada kiya
Mai teri ho gayi, maine waada kiya
Mai tera ho gaya, maine waada kiya
Mai teri, ho gayi, maine waada kiya