
Tune bechain itna zyada ..(By Manoj) ..[Nagina]
. M:=>Tune bechain itna zyada kiya Tune bechain itna zyada kiya Main tera ho gaya maine wada kiya F:=>Dil ne majbur itna zyada kiya Dil ne majbur itna zyada kiya Main teri ho gayi maine wada kiya M:=>Tune bechain itna zyada kiya F:=>Hoo dil ne majbur itna zyada kiya . . M:=>Lag raha hai mujhe tere sar ki kasam Lag raha hai mujhe tere sar ki kasam Apni paheli mohabbat nahin yeh sanam F:=>Ha mile aur bichde kahi baar ham Phir se milne ka hamne irada kiya Main teri ho gayi maine wada kiya Tune bechain itna zyada kiya Main tera ho gaya maine wada kiya . . F:=>Raat dhalti nahin Raat dhalti nahin din gujaraata nahin Mera dil kab tujhe yaad karta nahin M:=>Aahe bharne se ji mera bharta nahin Faisla maine yeh sidha sadha kiya Main tera ho gaya maine wada kiya F:=>Dil ne majbur itna zyada kiya Main teri ho gayi maine wada kiya . . F:=>Kaanch ki tune chudi balam tod di Kaanch ki tune chudi balam tod di Laaj ki sharm ki har kasam tod di Laaj ki sharm ki har kasam tod di M:=>Neend to lut li jan kyun chhod di Kam teri nigaho ne aadha kiya Main tera ho gaya maine wada kiya Tune bechain itana zyada kiya Main tera ho gaya maine waada kiya F:=>Dil ne majbur itna zyada kiya Main teri ho gayi maine wada kiya M:=>Main tera ho gaya maine wada kiya F:=>Main teri ho gayi maine wada kiya