Movie Prem Geet
Singers Anuradha Paudwal Suresh Wadkar
Music Jagjit Singh
Aao mil jaayen ham
sugandh aur suman ki tarah
Aao mil jaayen ham
sugandh aur suman ki tarah
Ek ho jaayen..
aaaaaa aaaaaaa
Ek ho jaayen chalo
jaan aur badan ki tarah
Aao mil jaayen ham
sugandh aur suman ki tarah
Dil ke mandir mai saja rakhee hai
murat teri
Mere jine ki toh surat hai ye
surat teri
Raat din saath rahooooooo
Raat din saath raho
Sine mai dhadhkan ki tarah
Aao mil jaayen ham
sugandh aur suman ki tarah
Aao mil jaayen ham
sugandh aur suman ki tarah
Ek ho jaaye chalo
jaan aur badan ki tarah
Aao mil jaayen ham
sugandh aur suman ki tarah
Ek jivan ki khushi
Tum ne di ik ik pal mai
Bhar diya saare jag kaa pyaar
mere aanchal mai
Pyaar ka ek bhi pal.....
Pyaar ka ek bhi pal
pyaara hai jivan ki tarah
Aao mil jaayen ham
sugandh aur suman ki tarah
Aao mil jaayen ham
sugandh aur suman ki tarah
Ek ho jaaye chalo
jaan aur badan ki tarah
Aao mil jaayen ham
sugandh aur suman ki tarah