Galiyon ki yaadon me
Ghar ki vo baaton me uljhi si raaton me
Kitni wafa
Dil ki deewaron pe dhoondu tujhe main
Tu hi bata de tera pata laut ke aao ya na aao
Bas apne dil mein rakhna sada
Naino mein aao ya na aao
In khwaabon mein basna sada
Galiyon ki yaadon me
Ghar ki vo baaton me uljhi si raaton me
Ktni wafa
Dil ki deewaro pe dhundu tujhe main
Tu hi bata de tera pata
Laut ke aao ya na aao
Bass apne dil me rakhna sada
Naino me aaun ya na aau
In khwabo me basna sada
Udti hawaon mein
Mehki fizaon mein
Behki ghataon mein
Kitni wafa
Aangan ke phoolon mein
Baagon ke jhoolon mein
Kheton ke dhoolon mein
Kitni wafa
Laut ke aaun ya na aaun
Bas apne dil mein rakhna sada
Naino mein aaun ya na aaun
In khwabon mein basna sada
Kaliyon ki yaadon mein
Ghar ki vo baaton mein
Uljhi si raaton mein
Kitni wafa
Dil ki deewaron pe dhoondhu tujhe main
Tu hi bata de tera pata
Laut ke aau ya na aau
Bas apne dil mein rakhna sada
Naino mein aaun ya na aaun
In khwaabon mein basna sada