Khwaab hai tu, neend hoon 
main, dono milehe, raat banein 
Roz yahi, maangu dua, teri 
meri, baat banein, baat banein 
baat banein...... 
(Instrumental & Vocal Break) 
Main rang sharbaton ka, 
tu meethe ghaat ka paani 
Main rang sharbaton ka, 
tu meethe ghaat ka paani 
Mujhe khud mein ghol de toh, 
mere yaar baat ban jaani 
Rang sharbaton ka, tu 
meethe ghaat ka paani 
Main rang sharbaton ka, 
tu meethe ghaat ka paani 
Mujhe khud mein ghol de toh, 
mere yaar baat ban jaani 
Rang sharbaton ka, tu 
meethe ghaat ka paani 
Main rang sharbaton ka, 
tu meethe ghaat ka paani 
O yaara tujhe pyaar mein, 
battiyan kya samjhawan 
Jaagke ratiyaan roz bitawaan, 
isse aage ab main kya kahun 
O yaara tujhe boldi 
aakhiyaan, sadke jawaan 
Maang le pakiyaan aaj duawaan, 
isse aage ab main kya kahun 
(Instrumental Break) 
Maine toh dheere se, 
neendon ke dhaage se, 
Bandha hai khwaab ko tere, 
main na jahaan chahoon, 
Na aasmaan chahoon, 
aaja hisse mein tu mere 
Tu dhang chahaton ka, 
main jaise koi naadani 
Tu dhang chahaton ka, 
main jaise koi naadani 
Mujhe khud se jod de toh, 
mere yaar baat ban jaani 
Rang sharbaton ka, tu 
meethe ghaat ka paani 
Main rang sharbaton ka, 
tu meethe ghaat ka paani 
Main rang sharbaton ka, 
tu meethe ghaat ka paani 
(Instrumental Break)@haroonakbar 
Tere khayalon se, tere khayalon tak, 
Mera toh hai aana jaana 
Mera toh jo bhi hai, 
tu hi tha tu hi hai, 
Baaki jahaan hai begana 
Tum ek musafir ho, main koi raah anjaani 
Tum ek musafir ho, main koi raah anjaani 
Mann chaah mod de toh, 
mere yaar baat ban jaani 
Rang sharbaton ka, tu 
meethe ghaat ka paani 
Main rang sharbaton ka, 
tu meethe ghaat ka paani 
Mujhe khud mein ghol de toh, 
mere yaar baat ban jaani 
Rang sharbaton ka, tu 
meethe ghaat ka paani 
O yaara tujhe pyaar mein, 
battiyan kya samjhawan 
Jaagke ratiyaan roz bitawaan, 
isse aage ab main kya kahun 
O yaara tujhe boldi 
aakhiyaan, sadke jawaan 
Maang le pakiyaan aaj duawaan, 
isse aage ab main kya kahun