Ye ishq nahin hai aasaan
itna to samajh hai aata
tu aag ka dariya hai
mujhe tairna nahi aata
mujhe tairna nahin aata
tujhe doobna nahin aata
mujhe tairna nahin aata
tujhe doobna nahin aata
Ye sheher meri ulfat ka
wo sheher teri gaflat ka
tu raat ka sooraj hai
mujhe jaagna nahin aata
mujhe jaagna nahin aata
tujhe gurubna nahin aata
mujhe jaagna nahin aata
tujhe gurubna nahin aata
Tere mere taare
mile mile na re
chhat to hai chhat se judi, o...
Chaand bhi chhup jaaye
haathoan mein naa aaye
khidkiyaan to hain khuli
O, iss tarah,
hum galat, hum galat, hum sahi
har jagah,
har taraf, har taraf, hain humee
Ye ishq nahin hai aasaan
itna to samajh hai aata
tu aag ka dariya hai
mujhe tairna nahi aata
mujhe tairna nahin aata
tujhe doobna nahin aata
mujhe tairna nahin aata
tujhe doobna nahin aata
Tu ret si haathoan se
aisi phisal jaati hai
Mujhe rokna nahin aata
tujhe thheherna nahi aata
tu sarphiri hawaaoan mein
phirki si youn phiri jaaye
mujhe baandhna nahin aata
tujhe thaamna nahin aata
Dil di meri raahein
mile mile na re
takraaengi to kabhi, O...
raste bhatak jaayein
gaaliyaan badal jaayein
badlenge dil na kabhi
O, iss tarah,
hum galat, hum galat, hum sahi
har jagah,
har taraf, har taraf, hain humee
Ye ishq nahin hai aasaan
itna to samajh hai aata
tu aag ka dariya hai
mujhe tairna nahi aata
Ye ishq nahin hai aasaan
itna to samajh hai aata
tu aag ka dariya hai
mujhe tairna nahi aata...