menu-iconlogo
logo

Tareeka

logo
歌詞
POORI TAAQAT!

Sapne mehenge, sapne mehenge

Sir se bande thode crack

Upar jaana sabke baski na hai

Rebel 7 maalik apni marzi ka hai

Chaiwala yaha beche nankhatai

Jo bhi Bola apan kar dikhayien

Parcha hai clear, game poora chor sipahi

Banne chalien Jo kaksha mei ban na paye

Humko karte ladke idolise

Bharte shabd jaise dynamite

Neck to Neck ya fir Eye to Eye

Scene kare murder 25 to life

Sign Kara 360, hum wapas ayien

Did 180 on a 9 to 5

Parakhta banda ni kapdo se

Jo kalam de multi woh rukti na hai

Likhta hu gaano m zindagi likhta ni kavita

Karta hu apni main sunta kisi ki main kabhi na

Karleta naukri aur rap dono, milti ni duvidha

Bawe ye apna hain tareeka

Hua tha jo bhi galat saala sabkuch hi sahi tha

Zyada ni chaud bete hum chodhte ni kahi ka

Frappe pe jotta hain aur Rebel pe madira

Bawe ye apna hain tareeka

Dikh gayi aadhi avidhya toh mai apno se aage nikal gaya

Jhaie mei hota hu mai thas na

Ma chod denge beta bas kya?

Mere sheher mei faila jatiwaad tere dusre naam pe hoti hatya

Banda purana mera buzz naya

Sunne walo k kaano mei bas gaya

Baatien inki gholun jaise rasna

Bhot hua flex tera bas na

Bhot hua test mera luck na

Sune ni dus baat hum likhte jazbaat

Kitaabi ye rasta aur bhaari hai basta

Iraado main swachta ye Gandhi ka chashma

Beta tham le tuh batwa

Poori taaqat se hum denge poora hath

Apne tareeke hai badmijaaz

Industry mei mile bhot sattebaaz

Paisa paisa deta sab hisab

Chaie mujhe jo na mere pass

Ni rehta bas apni he dhun mei

Ye khwabo ki almaari band hai

Ye laundae bas vilayati sunte

Mai likhta hu anxiety pill pe

Mere jaise yaha zyaada ni milte

Karta ni beimaani music se

Main wali meri side

Game wali meri hype

Gayle wali meri strike

Wayne wali meri life

Kane wali meri fight

Pel jaati meri rhymes

Pale jaati teri rhymes

Khel jaati meri psyche

Hail wali meri lines

Bitch am married to the game

Sherwani hai design

Aim wali meri sight

Tail wali teri light

Role khele launday bhot

Par jane wali meri jhaie

Likhta hu gaano m zindagi likhta ni kavita

Karta hu apni main sunta kisi ki main kabhi na

Karleta naukri aur Rap dono, milti ni duvidha

Bawe ye apna hain tareeka

Hua tha jo bhi galat saala sabkuch hi sahi tha

Zyada ni chaud bete hum chodhte ni kahi ka

Frappe pe jotta hain aur Rebel pe madira

Bawe ye apna hain tareeka