menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

AAJAA SANAM..Hemantha kumari

Hemantha kumarihuatong
🌙💥Hema_Aloukika💥huatong
歌詞
レコーディング
Aajaa sanam

Hemantha Kumari

F..Aajaa sanam madhur chandni mein hum

Tum mile to wirane mein bhi aa jayegi bahaar

Jhumne lagega aasman

Jhumne lagega aasman

F..Kehta hai dil aur machalta hai dil

More saajan le chal mujhe taaron ke paar

Lagta nahin hai dil yahan

Lagta nahin hai dil yahan

@@@@@@@@@@

M..Bheegi bheegi raat me,

dil ka daaman thaam le

Khoyi khoyi zindagi,

har dam tera naam le

F..Chand ki behki nazar,

keh rahi hai pyaar kar

Zindagi hai ek safar,

kaun jaane kal kidhar

F..Chand ki behki nazar,

keh rahi hai pyaar kar

Zindagi hai ek safar,

kaun jaane kal kidhar

M..Aaja sanam madhur chandni mein hum

Tum mile to wirane mein bhi aa jayegi bahaar

Jhumne lagega aasman

Jhumne lagega aasman

F..Kehta hai dil aur machalta hai dil

More saajan le chal mujhe taaron ke paar

Lagta nahin hai dil yahan

Lagta nahin hai dil yahan

@@@@@@@@

M..Dil ye chahe aaj to,

baadal ban ood jaoon main

Dulhan jaisa aasma,

dharti par le aaoon main

F..Chand ka dola saje,

dhoom taron mein mache

Jhoom ke duniyan kahe,

pyaar mein do dil mile

Chand ka dola saje,

dhoom taron mein mache

Jhoom ke duniyan kahe,

pyaar mein do dil mile

M&F..Aaja sanam madhur chandni mein hum

Tum mile to wirane mein bhi aa jayegi bahaar

Jhumne lagega aasman

Jhumne lagega aasman

F..Kehta hai dil aur machalta hai dil

More saajan le chal mujhe taaron ke paar

Lagta nahin hai dil yahan

Lagta nahin hai dil yahan

Uploaded By..

Hemantha Kumari

Hemantha kumariの他の作品

総て見るlogo

あなたにおすすめ