Karu bayaan tujhe yeh
Mere shabd pade kam du sama tujhe yeh
Par sama ka bharosa hamare pe hai
Kar bharosa tu dil pe wo karigar hai
Kaafi baatein daboche na bole wo tujhse
Wafa mein daga ko na mole woh khud se
Rahe maya mein wo par
Kabhi bole na tujhse
Kaafi waado mein ab tu
Meri saari rozi
Baaton mein ab tu
Kiya pyaar ka gunah maine jabse
Mere saath hai gawahon mein ab tu
Haal hai pura behisaab
Hua mujhe pyaar
Meri beshumari mein ab tu
Diya tune jo karaar
Hua mujhe pyaar
Meri bekaraari mein ab tu
Haal hai pura behisaab
Hua mujhe pyaar
Meri beshumari mein ab tu
Diya tune jo karaar
Hua mujhe pyaar
Meri bekaraari mein ab tu
Haal-e-dil tujhke karke bayaan karu kya
Jo tu dekhe palat ke haya karu na
Teri aankhein na band ho daya karu kya
Yu palak ke jhapakte dafa karu na
Mile jo ankhon mein fir ankhein tab
Hate wo badal ser pe thehre
Chhuye manke dhaage tab
Chali ghataye tez
Kadki bijli saare bhaage ab
Gagan ki vaani sunke
Humne jode apne waade sab
Waade sab tu todna nahi
Mere ashqo ke raazo ko tolna nahi
Badal ke waqt mera jo bhagi
Na fir milega insaaf
Mujhe kafan chadha to
Dil ko apne modna nahi
Maujudgi mein tere mujhe mila ye sukoon
Teri aahaton ko paane ka yeh kesa hai junoon
Ki wo thehre bhi jo paas lage chhua mere tan ko
Pasand kare mann pe bhi chadha hai fitoor
Ab fir kyu sataye mujhe har pal yeh
Ki jaane kya badal yeh lenge silsile
Tooti kashti mein baitha hai mera dil yeh
Kehde tu jo bas degi dukh ye pal bhar ke
Karu bayaan tujhe yeh
Mere shabd pade kam du sama tujhe yeh
Par sama ka bharosa hamare pe hai
Kar bharosa tu dil pe wo karigar hai
Kaafi baatein daboche na bole wo tujhse
Wafa mein daga ko na mole woh khud se
Rahe maya mein wo par
Kabhi bole na tujhse
Kaafi waado mein ab tu
Meri saari rozi
Baaton mein ab tu
Kiya pyaar ka gunah maine jabse
Mere saath hai gawahon mein ab tu
Haal hai pura behisaab
Hua mujhe pyaar
Meri beshumari mein ab tu
Diya tune jo karaar
Hua mujhe pyaar
Meri bekaraari mein
Kaafi waado mein ab tu
Meri saari rozi
Baaton mein ab tu
Kiya pyaar ka gunah maine jabse
Mere saath hai gawahon mein ab tu
Haal hai pura behisaab
Hua mujhe pyaar
Meri beshumari mein ab tu
Diya tune jo karaar
Hua mujhe pyaar
Meri bekaraari mein ab tu
Haal hai pura behisaab
Hua mujhe pyaar
Meri beshumari mein ab tu
Diya tune jo karaar
Hua mujhe pyaar
Meri bekaraari mein ab tu