Qalm Ki Jo Jaga thee Wo Wahee Hai
Par Us Ka Naam Tak Baqi Nahin Hai
Qalam Ki Nok Peh Nukta Hai Koi
Jo Such Ho Woh Bhala Rukta Hai Koi
Woh Jis Bachpan Nay Thora Or Jeena Tha
Woh Jis Nay Maan Tumhara Khwaab Chhena Tha
Mujhe Maa Us Se Badla Lene Jana Hai
Mujhe Dushman Ke Bachon Ko Parhana Hai
Mujhe Dushman Ke Bachon Ko Parhana Hai
Mujhe Maa Us Se Badla Lene Jana Hai
Mujhe Dushman Ke Bachon Ko Parhana Hai
Mujhe Dushman Ke Bachon Ko Parhana Hai
Wo Kis Ko Soch Kay Soti Nahin Maan
Kitabein Dekh Kay Roti Rahi Maan
Hai Kis Ki Wapsi Ki Raah Taktay
Ye Darwaza Khula Baba Khula Rakhtay
Wo Jo Sari Hi Nazron Se Gira Tha
Na Tha Insaan Na Jis Ka Khuda Tha
Mujhe Maa Us Se Badla Lene Jana Hai
Mujhe Dushman Ke Bachon Ko Parhana Hai
Mujhe Dushman Ke Bachon Ko Parhana Hai
Mujhe Maa Us Se Badla Lene Jana Hai
Mujhe Dushman Ke Bachon Ko Parhana Hai
Mujhe Dushman Ke Bachon Ko Parhana Hai
Jo Darr Ke Samnay Hasta Gaya Hai
Jo Apna Chhor Ke Basta Gaya Hai
Keh Ik Aisi Kahani Likh Gaya Woh
Kitabon Mein Nishani Rakh Gaya Woh
Jo Maan Ko Choomnay Wala Lahu Tha
Woh Jis Nay Khwaab Ko Bhi Khoon Kiya Tha
Mujhe Maa Us Se Badla Lene Jana Hai
Mujhe Dushman Ke Bachon Ko Parhana Hai
Mujhe Dushman Ke Bachon Ko Parhana Hai
Mujhe Maa Us Se Badla Lene Jana Hai
Mujhe Dushman Ke Bachon Ko Parhana Hai
Mujhe Dushman Ke Bachon Ko Parhana Hai
Mujhe Dushman Ke Bachon Ko Parhana Hai
Mujhe Dushman Ke Bachon Ko Parhana Hai