menu-iconlogo
logo

Na Tum Jano Na Hum Acoustic

logo
歌詞
Dhadakta bhi hai tadapta

Bhi hai ye dil kyon achanak bahakta bhi hai

Mehakta bhi hai

Chehakta bhi hai yeh dil kya wafa

Ko samjhta bhi hai kyun milti hai nazar

Kyon hota hai asar kyon

Hoti hai sahar na tum jano na hum

Na tum jano na hum na tum jano na hum

Na tum jano na hum

Ye madhoshiyaan ye tanhaiyaan

Tasabur mein hai kiski parchhaiyaan

Ye bheega sama umangein jawaan mujhe ishq le

Ja raha hai kahaan kyon gum hai har disha

Kyon hota hai nasha

Kyon aata hai mazaa na tum jano na ho na tum

Jano na ho

Na tum jano na hum