Hai jazba junoon Tou himmat na haar..
Hai jazba junoon Tou himmat na haar
Justajoo jo karey woh chuay asmaan
Mehnat apni hogi
Pehchan kabhi na bhoolo
Sab ki nazron mein.... Pakistan
Kabhi na bhoolo
Pakistan hai tumhara
Pakistan hai humara
Apna ghar Apni sar zameen
Sab kuch hai... Bas yaheen
Itna to hai hum ko yakeen
Hai jazba junoon Tou himmat na haar
Justajoo jo karey woh chuay asmaan
Mehnat apni hogi
Pehchan kabhi na bhoolo
Sab ki nazron mein.... Pakistannnnn
Kabhi na bhoolo
Pakistan hai tumhara
Pakistan hai humara
Barhna hai Aagey har kadam
Jab tak hai dam mey dam
Barhna hai Aagey har kadam
Jab tak hai dam mey dam
Ho gi kabhi himmat na kam
Hai jazba junoon Tou himmat na haar
Justajoo jo karey woh Chuay asmaan
Mehnat apni hogi
Pehchan kabhi na bhoolo
Sab ki nazron mein.... Pakistannnnn
Kabhi na bhoolo
Pakistan hai tumhara
Pakistan hai humara
Pakistan hai tumhara
Pakistan hai humara
Pakistan hai tumhara
Pakistan hai humara