Kahani suno zubani suno
Mujhe pyaar hua tha ikrar hua tha
Kahani suno zubani suno
Mujhe pyaar hua tha ikrar hua tha
Mujhe pyaar hua tha ikrar hua tha
{Music}
Deewana hua mastana hua
Teri chahat main kitna fasana hua
Tere aane ki khushbu tere jaane ka manzar
Tujhe milna padega ab zamana hua
Sadayein suno jafayein suno
Mujhe pyaar hua tha ikrar hua tha
Mujhe pyaar hua tha ikrar hua tha
Hai tammanna hamein
Tumhe dulhan bnayein
Tere haathon pe mehndi
Apne naam ki sajayein
Teri lele balayein tere sadke utarein
Hai tammanna hamein
Tumhe apna banayein
Nahi mushkil wafa Zara dekho yaha
Teri aankhon mein basta hai mera jahan
Kabhi sun to Zara jo main keh na saka
Meri dunia tumhi ho tumhi aasra
Duayein suno sazayein suno
Mujhe pyaar hua tha ikrar hua tha
Kahani suno zubani suno
Mujhe pyaar hua tha ikrar hua tha
Mujhe pyaar hua tha
Pyaar hua tha
Pyaar hua tha
Pyaar hua tha