Aah ri aa ja nindiya tu lek chal kahin
uran khatoley mein door
door yahan se door
aah ri aa jaa
Mera to yeh jeevan sarha
mere yaar bada dukh se
par mujko jahan mein mila
sukh kaun bada tuj se
tere liye meri jaan zaher
hazar main pee loonga
saj dunga duniya ek tere sang jee loonga
o nazar ke noor
aah ri aa jaa
Yeh sach hai ke main agar
sukh chain tera chaun
teri duniya se main phir
kahin ab door chala jaun
nahin mere daddy aisi
baat phir se na kahena
rahega na jab tu phir
mujko bhi nahin rahena
na ja tu hamse door
aah ri aa jaa nindiya tu le chal kahin
uran khataloey mein
door door yahan se door