Chhota sa ghar hogaa
Badalon ki chhanv mein
Aasha ki vaani mann mein
Bansuri bajaye
Hum hi hum chamkenge
Taaron ke us gaanv mein
Aankhon ki roshani
Har dum ye samjhaye
Chaandi ki kursi pe baithe
Meri chhoti bahana
Sone ke sinhaasan pe baithi
Meri pyaari maa
Mera kya main pada rahunga
Ammi ji ke paanv mein
Mera kya main pada rahunga
Ammi ji ke paanv mein
Aa aa aa ayi re
Aa aa aa ayi re
Aa aa aa ayi re
Aa aa aa ayi re
Chhota sa ghar hogaa
Badalon ki chhanv mein
Aasha ki vaani mann mein
Bansuri bajaye
Meri chhoti bahana
Naazon ki paali shahzaadi
Jitni bhi jaldi ho
Main kar dunga iski shaadi
Achchha hai ye bala hamari
Jaaye dujje gaaon mein
Achchha hai ye balaa hamari
Jaaye dujje gaaon mein
Aa aa aa ayi re
Aa aa aa ayi re
Aa aa aa ayi re
Aa aa aa ayi re
Chhota sa ghar hogaa
Badalon ki chhanv mein
Aasha ki vaani mann mein
Bansuri bajaye
Kahegi maa dulhan la beta
Ghar suna suna hai
Kahegi maa dulhan la beta
Ghar suna suna hai
Mann mein jhoom kahunga main
Maa itani jaldi kya hai
Gali gali mein tere
Raaj dulare ki charcha hai
Gali gali mein tere
Raaj dulare ki charcha hai
Aakhir koi to aayega
In nainon ke daanv mein
Aakhir koi to aayega
In nainon ke daanv mein
Aa aa aa ayi re
Aa aa aa ayi re
Aa aa aa ayi re
Aa aa aa ayi re
Chhota sa ghar hogaa
Badalon ki chhanv mein
Aasha ki vaani mann mein
Bansuri bajaye