Na Jaane Kaise Pal Mein
Na jaane kaise
Pal me badal jaate hai
Na jaane kaise
Pal me badal jaate hai
Ye duniya ke badalte rishte
Kya jaane kaise
Rangon me dhal jaate hai
Ye duniya ke badalte rishte
Na jaane kaise
Pal me badal jaate hai
Judkar kahin dil jod dein
Tute to dil tod jaate hai ye
Judkar kahin dil jod dein
Tute to dil tod jaate hai ye
Ye phool bankar
Hai khilte kahin
Kahin dil me kaante
Chubhaate hain ye
Jaane kahan
Kis mod pe
Deke daga dil
Ko chhal jaate hain
Ye duniya ke badalte rishte
Na jaane kaise
Pal me badal jaate hai
Ye duniya ke badalte rishte
Apnon se yoon bichde hai jo
Unhen kya bichadne
Ka kuch gham nahin
Apnon se yoon bichde hai jo
Unhen kya bichadne
Ka kuch gham nahin
Magar haar kar kyun
Dukhon se koi
Jahar ghol de zindagi me kahi
Sab khel hai
Taqdeer ka
Taqdeer se hi
Badal jaate hain
Ye duniya ke badalte rishte
Na jaane kaise
Pal me badal jaate hai
Ye duniya ke badalte rishte
Rishte kabhi toote kahan
Jo toot jaaye wo rishte nahi
Rishte kabhi toote kahan
Jo toot jaaye wo rishte nahi
Chhupi hai udaasi
Ke peeche hansi
Dabi dard me bhi
Khushi hai kahin
Sach to hai ye
Bas pyar se
Jivan hamare badal jaate hai
Ye duniya ke badalte rishte
Na jaane kaise
Pal me badal jaate hai
Ye duniya ke badalte rishte