menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Kab?

Krameri/Karunhuatong
lourasfolhuatong
歌詞
レコーディング
Jeevan kaisa

Jis mein gam na ho

Pal pal guzra

Jaise kal na ho

Jeevan kaisa

Jis mein gam na ho

Pal pal tarsa

Jaise tanha ho

Seedhi saadhi baaton mein

Gum sum tanha si raaton mein

Aana jaana laga rehta

Tera meri inn yaadon mein

Raahon mein

Aanhon mein

Sunsaani teri

Panaaho mein

Mera dam sa gut ta

Jee na lagta

Ab teri inn baahon mein

Saansein meri gum sum

Dam na jism mein ab mere maun

Jeevan ki gaatha ruk ke bhala jo dekhe wo kaun

Jeevan kaisa

Jis mein gam na ho

Pal pal guzra

Jaise kal na ho

Jeevan kaisa

Jis mein gam na ho

Pal pal tarsa

Jaise tanha ho

Baatein sun sun bada yuh main hone jo laga tha

Vaadein bun bun darr pe pirone main laga tha

Teri sun kar khud ko yuh khone jo laga tha

Sab sudh budh tyaage tera hone ko saja tha

Dil tod phod aisa jeena bhi saza tha

Kaisa tol mol main bhi maun hassa tha

Meri aankhein band mann iss mein razza tha

Likhdu main kuch bhi

Hassa hai

Rab mujhse khaffa hai

Mila dard mujhe hai

Jeevan rasta hai

Sangam jachta hai

Manav rachna hai

Teri saanson ki bhardi

Itni kamiyaan hain

Meri aankhon se behti

Keval nadiyan hain

Teri saanson ki bhardi

Itni kamiyaan hain

Meri aankhon se behti

Keval nadiyan hain ki

Jeevan kaisa

Jis mein gam na ho

Pal pal guzra

Jaise kal na ho

Jeevan kaisa

Jis mein gam na ho

Pal pal tarsa

Jaise tanha ho

Krameri/Karunの他の作品

総て見るlogo

あなたにおすすめ