menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Mohabbat Ko Duniya Salam

Kumar Sanu/Debashish Dasguptahuatong
nspudmoorehuatong
歌詞
レコーディング
Mohabbat Ko Duniya Salam Karti Hai

Movie : Saathi 1993

Singers : Kumar Sanu,Debashish Dasgupta

️ ️First time on ️ ️

️ ️ ️ ️ ️ ️ ️ ️ ️ ️ ️ ️

Jhuk ke adab se ahtram karti hai

ahtram karti hai..

Dau lat ko duniya salam karti hai

Dau lat ko duniya salam karti hai..

Jhuk ke adab se ahtram karti hai

Jhuk ke adab se ahtram karti hai

Ahtram karti hai

Moha bbat ko duniya salam karti hai

Moha bbat ko duniya salam karti hai

Garibi ko dekha hai maine itne paas se

Nafrat si ho gai hai iske ehsas se..

️ ️ ️ ️ ️ ️ ️ ️ ️ ️ ️ ️

Garibi ko dekha hai maine itne paas se

Nafrat si ho gai hai iske ehsas se

Daulat ke pichhe to saara jahan hai

Iske bina milti mohabbat kahan hai

Jhuk ke adab se ahtram karti hai

Ahtram karti hai

Taa qat ko duniya salam karti hai

Haan Taa qat ko duniya salam karti hai

Jhuk ke adab se ahtram karti hai

Jhuk ke adab se ahtram karti hai

ahtram karti hai

Moha bbat ko duniya salam karti hai

Moha bbat ko duniya salam karti hai

Don't Forget to Follow

Koi bhi taaqat na itni badi hai

Mohabbat ke dum se hi duniya khadi hai

️ ️ ️ ️ ️ ️ ️ ️ ️ ️ ️ ️

Koi bhi taaqat na itni badi hai

Mohabbat ke dum se hi duniya khadi hai

Kisi ko kisi ki mohabbat mili hai

Usi ko zamane ki daulat mili hai

Jhuk ke adab se ahtram karti hai

Ahtram karti hai..

Izzat ko duniya salam karti hai

Izzat ko duniya salam karti hai

Jhuk ke adab se ahtram karti hai

Jhuk ke adab se ahtram karti hai

Ahtram karti hai

Daulat ko duniya salam karti hai

Izzat ko duniya salam karti hai

Taaqat ko duniya salam karti hai

Mohabbat ko duniya salam karti hai..

Thn Ranjit Bhai for request

Kumar Sanu/Debashish Dasguptaの他の作品

総て見るlogo

あなたにおすすめ