Na chaand ka na taaron ka
Na apno ka na baharon ka
Na nazaron ka na isharon ka
Na apno ka na begaano ka
Meri zindagi mein
Ajnabee ka intezaar hai
Main kya karoon
Ajnabee se mujhe pyaar hai
Woh ajnabee jaana pehchana
Sapno mein uska hai aana jaana
Aa ajnabee tere liye
Dil yeh mera bekaraar hai
Meri zindagi mein
Ajnabee ka intezaar hai
Main kya karoon
Ajnabee se mujhe pyaar hai
Woh ajnabee jaana pehchana
Sapno mein uska hai aana jaana
Aa ajnabee tere liye
Dil yeh mera bekaraar hai
Meri zindagi mein
Ajnabee ka intezaar hai
Main kya karoon
Ajnabee se mujhe pyaar hai
Khushbuon ki gali mein
In hawaon ne dekha
Maine chehra uska
Dilkash fizaon mein dekha
Hooooo
Bekhayal karta hai
Wo bada deewana hai
In labon ka pyaasa hai
Dil ka aashiqana hai
Bekhayal karta hai
Wo bada deewana hai
In labon ka pyaasa hai
Dil ka aashiqana hai
Woh ajnabee jaana pehchana
Sapno mein uska hai aana jaana
Aa ajnabee tere liye
Dil yeh mera bekaraar hai
Meri zindagi mein
Ajnabee ka intezaar hai
Main kya karoon
Ajnabee se mujhe pyaar hai
Ab to uske liye hi
Raat bhar jaagti hoon
Aaye gadiyaan milan ki
Yeh dua maangti hoon
Hooooo
Jaaneman mohabbat mein
Faasla zaroori hai
Dhadkane yeh kehti hai
Chaar din ki doori hai
Jaaneman mohabbat mein
Faasla zaroori hai
Dhadkane yeh kehti hai
Chaar din ki doori hai
Woh ajnabee jaana pehchana
Sapno mein uska hai aana jaana
Aa ajnabee tere liye
Dil yeh mera bekaraar hai
Meri zindagi mein
Ajnabee ka intezaar hai
Main kya karoon
Ajnabee se mujhe pyaar hai
Woh ajnabee jaana pehchana
Sapno mein uska hai aana jaana
Aa ajnabee tere liye
Dil yeh mera bekaraar hai
Meri zindagi mein
Ajnabee ka intezaar hai
Main kya karoon
Ajnabee se mujhe pyaar hai