Baaghon mein bahaar aayi
Hothon pe pukar aayi
Aaja aaja aaja
Aaja meri raani
Rut bekaraar aayi
Rut bekaraar aayi
Doli mein sawaar aayi
Aaja aaja aaja
Aaja mere raaja
Baaghon mein bahaar aayi
Hothon pe pukar aayi
Aaja aaja aaja
Aaja meri raani
Phoolon ki gali me aayin
Bhanwaron ki toliyan
Bhanwaron ki toliyan
Diye se patanga khele aankh micholiyan
Bole aisi boliyan ke pyaar jaaga
Jag so gaya
Rut bekaraar aayi
Doli mein sawaar aayi
Aaja aaja aaja
Aaja mere raaja
Baaghon mein bahaar aayi
Sapna to sapnon ki
Baat hai pyaar mein
Baat hai pyaar mein
Neend nahin aati sainya
Tere intzaar mein
Hoke bekaraar tujhe dhoondhun main
Tu kahan kho gaya
Baaghon me bahaar aayi
Hothon pe pukar aayi
Aaja aaja aaja
Aaja meri raani
Aaja mere raaja
Lambi lambi baatein chheden
Chhoti si raat mein
Chhoti si raat mein
Saari baatein kaise hongi
Ik mulaqaat me
Ek hi baat me lo dekh lo
Sawera ho gaya
Baaghon me bahaar aayi
Hothon pe pukar aayi
Aaja aaja aaja
Aaja meri raani
Rut bekaraar aayi
Doli me sawaar ayi
Aaj aaja aaja
Aaja mere raaja
Aaja meri raani
Aaja mere raaja