Laakhon hain yahaan dilwaale
Aur pyaar nahi miltaa
Aankho me kisi ki wafaa kaa
Iqraar nahi miltaa
Laakhon hain yahaan dilwaale
Aur pyaar nahi miltaa
Aankho me kisi ki wafaa kaa
Iqraar nahi miltaa
Mehfil mehfil jaa dekhaa
Har dil me samaa kar dekhaa
Har saaz pe gaa kar dekhaa
Mehfil mehfil jaa dekhaa
Har dil me samaa kar dekhaa
Har saaz pe gaa kar dekhaa
Dil ko kaheen
chain naa milaa
Arey dil ko kaheen
chain naa milaa
Mai to duniyaa me pyaare
akelaa hi rahaa
Laakhon hain yahaan dilwaale
Aur pyaar nahi miltaa
Aankho me kisi ki wafaa kaa
Iqraar nahi miltaa