++++ Subrata Shome +++
F - Kya dekhte ho,
Kya dekhte ho,
M - surat tumhari
F - Kya chahate ho,
M - chahat tumhari
F - Na hum jo keh dein,
M - keh na sakogi
F - Lagti nahin theek neeyat tumhari
Kya dekhte ho,
M - surat tumhari
F - Kya chahate ho,
M - chahat tumhari
F - Na hum jo keh dein,
M - keh na sakogi
F - Lagti nahin theek neeyat tumhari
Kya dekhte ho,
M - surat tumhari
++++ Subrata Shome +++
M - Roz-roz,
Roz-roz dekhoon tujhe
Nai-nai lage mujhe
Angon mein amrit ki dhara
Tere angon mein amrit ki dhara
F - Milne lage dhang tere, seekhe koi rang tere
Baaton ka andaz pyara
Teri baaton ka andaz pyara
M - Shararat se chehra chamakne laga kyon
Shararat se chehra chamakne laga kyon
F - Yeh rang laayi hai sangat tumhari
Kya dekhte ho, surat tumhari
++++ Subrata Shome +++
F - Socho zara,
Socho zara jaan-e-jigar
Beetegi kya tum pe agar
Humko jo koi chura le
Tumse humko jo koi chura le
M - Kisi ne jo tumhein chheena
Namumkin hai uska jeena
Kaise nazar koi daale
Tum pe kaise nazar koi daale
F - Pyaar pe apne itna bharosa
Pyaar pe apne itna bharosa
M - Jitna mohabbat mein fitrat hamari
F - Kya dekhte ho,
M - surat tumhari
F - Kya chahate ho,
M - chahat tumhari
F - Na hum jo keh dein,
M - keh na sakogi
F - Lagti nahin theek neeyat tumhari
Kya dekhte ho,
M - surat tumhari