Na biwi na bachha na
Baap bada na maiyan
The whole thing is that ke
Bhaiya sabse bada rupaiya
Na biwi na bachha na
Baap bada na maiyan
The whole thing is that ke
Bhaiya sabse bada rupaiya
Bina rupaiya to mister
Teri mummy ka pyar
Jo paida karta tuje to
Kabhi na kar sakta mere yaar
Doc laut jata fee na milti agar
Tu maa ke paute ke
Ander rah jata har baar
Woh kiya jisne paida
Wo isvar hai na maiyan
The whole thing is that ke
Bhaiya sabse bada rupaiya