menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Dil Beqarar Sa Hai

Mohammed Rafi/Kalyanji-Anandjihuatong
norton146754huatong
歌詞
レコーディング
dil beqaraar sa hai

hum ko khumaar sa hai

jab se tumhen dekha sanam

dil beqaraar sa hai

hum ko khumaar sa hai

jab se tumhen dekha sanam

dil beqaraar sa hai

jab tak nighahon se teri

dil ki mulaaqaten naa thi

jeene ko jeete the magar

ye rang ye baaten naa thi

ab humne jaana baat kya hai

inn nighaahon ki kasam

dil beqaraar sa hai

hum ko khumaar sa hai

jab se tumhen dekha sanam

dil beqaraar sa hai

jitne huye hum se khafaa

utne hi tum pyaare huye

hum to isi andaaz par

baithe hain dil haare huye

ab humne jaana

pyaar kya hai

inn adaao ki kasam

dil beqaraar sa hai

hum ko khumaar sa hai

jab se tumhen dekha sanam

dil beqaraar sa hai

hum ko khumaar sa hai

jab se tumhen dekha sanam

dil beqaraar sa hai

Mohammed Rafi/Kalyanji-Anandjiの他の作品

総て見るlogo

あなたにおすすめ

Dil Beqarar Sa Hai by Mohammed Rafi/Kalyanji-Anandji - 歌詞&カバー