M:=>Ohohoho..
F:=>Aaahaha..
M/F:=>Lalala...
M:=>Ho log kehte hain kehte hain
Ke peela chand hai
Sabse haseen sabse haseen
Main yeh kehta hoon sanam woh
Aapke jaisa nahi
Main yeh kehta hoon sanam woh
Aapke jaisa nahi
Log kehte hain kehte hain
Ke peela chand hai
Sabse haseen sabse haseen
Main yeh kehta hoon sanam woh
Aapke jaisa nahi
Main yeh kehta hoon sanam woh
Aapke jaisa nahi
M:=>Aapki nazron mein jo pyar ki
Masti hai bhari
Aapki nazron mein jo pyar ki
Masti hai bhari
Saari duniya mein nahi dekhi
Saari duniya mein nahi dekhi
Aisi bekhudi
F:=>Log kehte hain haan ji kehte hain
Ke pehla jaam hai
Sabse haseen sabse haseen
Main yeh kehti hoon sanam woh
Aapke jaisa nahi
Main yeh kehti hoon sanam woh
Aapke jaisa nahi
F:=>Aapse mil ke meri aankhein
To jannat pa gayin
Aapse mil ke meri aankhein
To jannat pa gayin
Aap kya aaye mere dil mein
Aap kya aaye mere dil mein
Sau baharein aa gayin
M:=>Log kehte hain kehte hain
Ke mehakta phool hai
Sabse haseen sabse haseen
Main yeh kehta hoon sanam woh
Aapke jaisa nahi
Main yeh kehta hoon sanam woh
Aapke jaisa nahi
F:=>Saari duniya chhod kar hum
Aapke ho jaayenge
Saari duniya chhod kar hum
Aapke ho jaayenge
M:=>Aapka kandha mil gaya to
Aapka kandha mil gaya to
Chain se so jaayenge
M/F:=>Log kehte hain kehte hain
Subah ka khwaab hai
Sabse haseen sabse haseen
M:=>Main yeh kehta hoon sanam woh
Aapke jaisa nahi
F:=>Main yeh kehti hoon sanam woh
Aapke jaisa nahi
M:=>Main yeh kehta hoon
F:=>Main yeh kehti hoon
M:=>Sanam woh aapke jaisa nahi
F:=>Sanam woh aapke jaisa nahi
M:=>Main yeh kehta hoon
F:=>Main yeh kehti hoon
M:=>Sanam woh aapke jaisa nahi
F:=>Sanam woh aapke jaisa nahi