Aaj kal yaad kuch aur rehta nahin
Ek bas Aapki yaad aane ke baad
Aaj kal yaad kuch aur rehta nahin
Ek bas Aapki yaad aane ke baad
Yaad aane se pehle chale Aayiee
Aur phir Jaaiyein jaan jaane ke baad
Aaj kal yaad kuch aur rehta nahin
Ek bas aapki yaad aane ke baad
Apni Aankhon mein mujhko basa lijiye
Apni Aankhon mein mujhko basa lijiye
Apne dil mein mera ghar bana dijiye
Kya karu dil kahi aur lagta nahin
Pyar mein Aapse dil lagane ke baad
Aaj kal yaad kuch aur rehta nahin
Ek bas Aapki yaad aane ke baad