Aye ghame zindagi
Aye ghame zindagi
Kuchh toh de mashwara
Aye ghame zindagi
Kuchh toh de mashwara
Ek taraf usaka ghar ek taraf maikada
Ek taraf usaka ghar ek taraf maikada
Main kahan jaaun hota nahi faisala
Main kahan jaaun hota nahi faisala
Ek taraf usaka ghar ek taraf maikada
Ek taraf usaka ghar ek taraf maikada
Ek taraf bam par koyi gulfaam hai
Ek taraf mehfil e bada o jaam hai
Ek taraf bam par koyi gulfaam hai
Ek taraf mehfil e bada o jaam hai
Dil kaa dono se hai
Kuchh naa kuchh hai vaasta
Ek taraf usaka ghar ek taraf maikada
Ek taraf usaka ghar ek taraf maikada
Uske dar se utha toh kidhar jaaunga
Maikada chhod dunga
Toh marr jaaunga
Uske dar se utha
Toh kidhar jaaunga
Maikada chhod dunga
Toh marr jaaunga
Uske dar se utha
Toh kidhar jaaunga
Maikada chhod dunga
Toh marr jaaunga..
Sakht mushkil me hu kya karu aye khuda
Ek taraf usaka ghar ek taraf maikada
Ek taraf usaka ghar ek taraf maikada
Zindagi ek hai aur talabgaar do
jaa'n Akeli magar jaan ke haqdaar do
Zindagi ek hai aur talabgaar do
jaa'n akeli magar jaa'n ke haqdaar do
Dil bata pehele kiska karu haq ada
Ek taraf usaka ghar ek taraf maikada
Ek taraf usaka ghar ek taraf maikada
Iss taaluq ko main kaise todu zafar
Kisko apnaau main kisko chhodu zafar
Iss taaluq ko main kaise todu zafar
Kisko apnaau main kisko chhodu zafar
Iss taaluq ko main kaise toodu zafar
Kisko apnaau main kisko chhodu zafar
Meraa dono se rishta hai nazdik kaa
Ek taraf uska ghar
Ek taraf maikada
Ek taraf uska ghar
Ek taraf maikada
Aye ghame zindagi
Kuchh toh de mashwara
Aye ghame zindagi
Kuchh toh de mashwara
Ek taraf usaka ghar ek taraf maikada
Ek taraf usaka ghar ek taraf maikada
Aye ghame zindagi
Kuchh toh de mashwara
Aye ghame zindagi
Kuchh toh de mashwara
Ek taraf usaka ghar ek taraf maikada
Ek taraf usaka ghar ek taraf maikada
Ek taraf uska ghar ek tarf maikada
Ek taraf usaka ghar ek taraf maikada
Ek taraf usaka ghar ek taraf maikada