Niklo na benaqaab
Zamana kharaab hai
Niklo na benaqaab
Zamana kharaab hai
Aur usape yeh shabaab
Zamana kharaab hai
Niklo na benaqaab
Zamana kharaab hai
Sab kuch hamein khabar hai
Nasihat na kijiye
Sab kuch hamein khabar hai
Nasihat na kijiye
Sab kuch hamein khabar hai
Nasihat na kijiye
Sab kuch hamein khabar hai
Nasihat na kijiye
Kya honge hum kharaab
Zamana kharaab hai
Kya honge hum kharaab
Zamana kharaab hai
Aur usape yeh shabaab
Zamana kharaab hai
Niklo na benaqaab
Zamana kharaab hai..
Matalab chhupa huwa hai
Yahan har sawaal mein
Matalab chhupa huwa hai
Yahan har sawaal mein
Matalab chhupa huwa hai
Yahan har sawaal mein
Matalab chhupa huva hai
Yahan har sawaal mein
Do sochkar jawaab
Zamana kharaab hai
Aur usape yeh shabaab
Zamana kharaab hai
Niklo na benaqab
Zamana kharaab hai
Niklo na benaqab
Zamana kharaab hai..
Raashid tum aa gaye ho na
Aakhir fareb mein
Raashid tum aa gaye ho na
Aakhir fareb mein
Raashid tum aa gaye ho na
Aakhir fareb mein
Raashid tum aa gaye ho na
Aakhir fareb mein
Kehate na the janaab
Zamana kharaab hai
Kehate na the janaab
Zamana kharaab hai
Aur usape yeh shabaab
Zamana kharaab hai
Niklo na benaqaab
Zamana kharaab hai...