Dekho kahan aa gaye hum sanam saath chalte
Jahan din ki baahon mein raaton ke saaye hai dhalte
Chal woh chaubare dhoonde
Jin mein chahat ki boonde
Sach karde sapno ko sabhi
Hoo aankhon ko neeche neeche
Main tere peeche peeche
Chal doon joh kehde tu abhi
Bahaaron ki chhat ho
Duaon ke khat ho
Padthe rahe yeh ghazal hoo
Falak tak chal saath mere
Falak tak chal saath chal
Falak tak chal saath mere
Falak tak chal saath chal
Ye baadal ki chaadar
Ye taaron ke aanchal
Mei chup jaaye hum
Pal do pal Hooo
Falak tak chal saath mere
Falak tak chal saath chal
Falak tak chal saath mere
Falak tak chal saath chal
Dekha nahi maine pehle kabhi yeh nazara
Badla hua sa lage mujhko aalam yeh sara
Suraj ko hui hai hararat
Raaton ko kare shararat
Behta hai khidki pe teri
Haan is baat pe chand bhi bhigda
Katra katra woh phigla
Bhar aaya aankhon mein meri
Toh suraj bhuja doon
Tujhe mein saja doon
Savera ho tujhse hi kal hoo
Falak tak chal saath mere
Falak tak chal saath chal
Falak tak chal saath mere
Falak tak chal saath chal
Yeh baadal ki chaadar
Yeh taaron ke anchal
Mein chup jaye hum pal do pal hoo
Falak tak chal saath mere
Falak tak chal saath chal
Falak tak chal saath mere
Falak tak chal saath chal