Ha Aa
Ha Aa
Ha Aa
Ha Aa
Yeh din to aata hai ek din jawani mein
Aankhein milein to lage aag paani mein
Dil ko to ... khona hai
khona hai... kho jaaye
Aage jo... hona hai
hona hai... ho jaaye
Arre yeh din to aata hai
ek din jawani mein
Aankhein milein to lage aag paani mein
Dil ko to khona hai
khona hai kho jaaye
Aage jo hona hai
hona hai ho jaaye
Yeh din to aata hai
ek din jawani mein
Ha Aa
Ha Aa
Ho jab koyi dil mein samata hai
Ya ya yaa
Kya aag dil mein lagata hai
Ya ya yaa
Soyi mohabbat jagata hai
Ya ya yaa
Raaton ki neendein udata hai
Yaadon mein khwaabon mein
chori se aa jaye
Aaye to pyasa dil deewana ho jaye
Arre yeh din to aata hai
ek din jawani mein
Aankhein milein to
lage aag paani mein
Hum ho ke deewane aaye hain,
aaye hain
Dil ki yeh saughat laaye hain
laaye hain
Saanson pe tere hi saaye hain
saaye hain
Sapne tere dil pe chhaye hain
o ho ho
Koyi bhi jaane na kaise dil aa jaaye
Aa jaaye dil mein jo
dil se woh na jaaye
Arre yeh din to aata hai
ek din jawani mein
Aankhein milein to
lage aag paani mein
Dil ko to khona hai,
khona hai kho jaaye
Aage jo hona hai,
hona hai ho jaaye
Yeh din to aata hai