menu-iconlogo
logo

Deewana Ho Gaya

logo
歌詞
Zulfo ke saye mai kajrari aankhe

Chand jaisa mukhda pyaari pyaari aankhe

Madu bhari dekh ke tumhari aankhe

Madu bhari dekh ke tumhari aankhe

Deewana ho gaya mai

Deewana ho gaya mai

Deewana ho gaya mai

Deewana ho gaya mai

O deewane o deewane o deewane

O deewane o deewane o deewane

O deewane o deewane o deewane

O deewane o deewane o deewane

Hey zulfo ke saye mai kajrari aankhe

Chand jaisa mukhda pyaari pyaari aankhe

Madu bhari dekh ke tumhari aankhe

Madu bhari dekh ke tumhari aankhe

Deewana ho gaya mai

Deewana ho gaya mai

Deewana ho gaya mai

Deewana ho gaya mai

O deewane o deewane o deewane

O deewane o deewane o deewane

O deewane o deewane o deewane

O deewane o deewane o deewane

Ada katil haya katil tera til til haseen hai

Tera jaisa zamane mai haseen koi nahi hai

Tere jalwe meri nazro ko hasil ho jaha par

Kasam teri mohobbat ki meri jannat wahi hai

Palke hai teer to katari aankhe

Dil ko lubhati hai dulari aankhe

Masti lutati hai khumari aankhe

Masti lutati hai khumari aankhe

Deewana ho gaya mai

Deewana ho gaya mai

Deewana ho gaya mai

Deewana ho gaya mai

O deewane o deewane o deewane

O deewane o deewane o deewane

O deewane o deewane o deewane

O deewane o deewane o deewane

Ijazat ho to janeman tujhe dil mai basa lu

Tujhe dil mai basa ke pyaar ki mehfil saja lu

Tujhe mere siwa na chahe koi na dekhe

Tujhe sare jamane ki nigaho se chupa lu

Kajalo se kisne sawari aankhe

Tauba tauba ho gayi tothari aankhe

Jhuki jhuki ye teri kanwari aankhe

Jhuki jhuki ye teri kanwari aankhe

Deewana ho gaya mai

Deewana ho gaya mai

Deewana ho gaya mai

Deewana ho gaya mai

O deewane o deewane o deewane

O deewane o deewane o deewane

O deewane o deewane o deewane

O deewane o deewane o deewane

Mai tera hu tera dilkash badan mere liye hai

Tu sar se paon tak jane chaman mere liye hai

Meri quisamt mai kudarat ne likha hai pyaar tera

Teri har ik ada ae janeman mere liye hai

Phool jaisa chehra phulwari aankhe

Aankho pe hazaro teri wari aankhe

Kachi kachi neend bhaari bhaari aankhe

Kachi kachi neend bhaari bhaari aankhe

Deewana ho gaya mai

Deewana ho gaya mai

Deewana ho gaya mai

Deewana ho gaya mai

O deewane o deewane o deewane

O deewane o deewane o deewane

O deewane o deewane o deewane

O deewane o deewane o deewane

Zulfo ke saye mai kajrari aankhe

Chand jaisa mukhda pyaari pyaari aankhe

Madu bhari dekh ke tumhari aankhe

Madu bhari dekh ke tumhari aankhe

Deewana ho gaya mai

Deewana ho gaya mai

Deewana ho gaya mai

Deewana ho gaya mai

O deewane o deewane o deewane

O deewane o deewane o deewane

O deewane o deewane o deewane

O deewane o deewane o deewane