menu-iconlogo
huatong
huatong
rameet-laage-na-rework-cover-image

Laage Na (Rework)

Rameethuatong
ppaul99huatong
歌詞
収録
Tere bina laage na

Laage na mera jiya

Jaane kyu hai

Faasle humare darmiya

Tere bina laage na

Laage na mera jiya

Jaane kyu hai

Faasle humare darmiya

Aake mujhe thaam le

Tu saathiya

Chupa le palko mein

Kahi jaaniya

Mita de saare faasle

Humare darmiya

Tere bina laage na

Mera jiya

Tu aaja

Tu aaja

Tu aaja

Aaja piya

Tu aaja

Tu aaja

Tu aaja

Aaja piya

Ashwan sa jale

Din mein dhale

Sunta rahe dil teri gazal

Qurbat mein teri

Udta rahe

Maane na maane na

Man mera magan

Rakh lu saja ke main tujhe

Saath tere main hi rahu

Tu hi toh manzil ab meri

Dil ko hai teri aarzoo

Dil ki lagi bas

Maula mera jaane

Maana hum tere hai

Tere deewane

Suno zara kehte hai yeh afsaane

Ki tere bina

Tere bina laage na

Laage na mera jiya

Jaane kyu hai

Faasle humare darmiya

Tere bina laage na

Laage na mera jiya

Jaane kyu hai

Faasle humare darmiya

Aake mujhe thaam le

Tu saathiya

Chupa le palko mein

Kahi jaaniya

Mita de saare faasle

Humare darmiya

Tere bina laage na

Mera jiya

-- Alaap --

Ashwan sa jale

Din mein dhale

Sunta rahe dil teri gazal

Qurbat mein teri

Udta rahe

Maane na maane na man mera magan

Rameetの他の作品

総て見るlogo

あなたにおすすめ