Tu hi toh jannat meri,
tu hi mera junoon
Tu hi to mannat meri,
tu hi rooh ka sukoon
Tu hi toh jannat meri,
tu hi mera junoon
Tu hi to mannat meri,
tu hi rooh ka sukoon
Tu hi aakhion ki thandak,
Tu hi dil ki hai dastak
Aur kuch na janu mein, bas itna hi jaanu
Tujh mein rab dikhta hai
Yaara mein kya karun
Tujh mein rab dikhta hai
Yaara mein kya karun
Sajdhe sar jukhta hai
Yaara mein kya karun
Tujh mein rab dikhta hai
Yaara mein kya karun
Ohhhh Hoooo Oh
Kaisi hai yeh duri, kaisi majburi
Meine nazron se tujhe chu liya
Oh ho ho
Kabhi teri khusbu, kabhi teri baatein
Bin mange yeh jahan pa liya
Tu hi dil ki hai raunak,
tu hi janmo ki daulat
Aur kuch na janu, bas itna hi janu
Tujh mein rab dikhta hai
Yaara mein kya karu
Tujh mein rab dikhta hai
Yaara mein kya karu
Sajdhe sar jukhta hai
Yaara mein kya karu
Tujh mein rab dikhta hai
Yaara mein kya karu
Cham cham aaye, mujhe tarsaye
Tera saaya ched ke chumta
Oh ho ho
Tu jo muskaye, tu jo sharmaye
Jaise mera hai khuda jhumta
Tu hi meri hai barkat, tu hi meri ibadat
Aur kuch na janu, bas itna hi janu
Tujh mein rab dikhta hai
Yaara mein kya karu
Tujh mein rab dikhta hai
Yaara mein kya karu
Sajdhe sar jukhta hai
Yaara mein kya karu
Tujh mein rab dikhta hai
Yaara mein kya karu
Rab Ne
Banaa Di
Jodi
Hai