menu-iconlogo
huatong
huatong
salil-chowdhury-suhana-safar-aur-yeh-mausam-cover-image

Suhana Safar Aur Yeh Mausam

Salil Chowdhuryhuatong
pikojenhuatong
歌詞
収録
Suhana safar or ye mausam haseen

Suhana safar or ye mausam haseen

Hamen dar hai ham kho na jaaen kahin

Suhana safar or ye mausam haseen

Ye koun hansataa hai phulon main chhupakar

Bahaar baichaiyn hai kiski dhun par

Ye koun hansataa hai phulon main chhupakar

Bahaar baichaiyn hai kiski dhun par

Kahin gungun kahin runjhun ki jaise naache zameen

Suhana safar or ye mausam haseen

Hamen dar hai ham kho na jaaen kahin

Suhana safar or ye mausam haseen

Ye gori nadiyon kaa chalanaa uchhalkar

Ke jaise alhad chale pi se milakar

Ye gori nadiyon kaa chalanaa uchhalkar

Ke jaise alhad chale pi se milakar

Pyaare-pyaare ye najaare nikhaar hai har kahin

Suhana safar or ye mausam haseen

Suhana safar or ye mausam haseen

Hamen dar hai ham kho na jaaen kahin

Suhana safar or ye mausam haseen

Wo aasmaan jhuk rahaa hai zameen par

Wo aasmaan jhuk rahaa hai zameen par

Ye milan hamane dekha yaheen par

Wo aasmaan jhuk rahaa hai zameen par

Ye milan hamane dekha yaheen par

Meri duniya mere sapane milenge shaayad yaheen

Suhana safar or ye mausam haseen

Suhana safar or ye mausam haseen

Hamen dar hai ham kho na jaaen kahin

Suhana safar or ye mausam haseen

Suhana safar or ye mausam haseen

Salil Chowdhuryの他の作品

総て見るlogo

あなたにおすすめ