Yeh raatein, yeh mausam
Nadi ka kinaara, yeh chanchal hawaa
Haa.. aa.. aaa..
Yeh raatein, yeh mausam
Nadi ka kinaara, yeh chanchal hawaa
Kaha do dilon ne
Ke milkar kabhi hum, na honge juda
Yeh raatein, yeh mausam
Nadi ka kinara, yeh chanchal hawa
Yeh kya baat hai aaj ki chandni mein
Yeh kya baat hai aaj ki chandni mein
Ke hum kho gaye, pyaar ki raagini mein
Yeh baahon mein baahein
Yeh behki nigaahein
Lo aane laga zindagi ka maza
Yeh raatein, yeh mausam
Nadi ka kinaara, yeh chanchal hawa
Sitaron ki mehfil ne karke ishaara
Sitaron ki mehfil ne karke ishara
Kaha ab toh saara, jahaan hai tumhara
Mohabbat javaan ho, khula aasaman ho
Kare koi dil aarzu aur kya
Yeh raatein, yeh mausam
Nadi ka kinaara, yeh chanchal hawa
Kasam hai tumhe, tum agar mujhse roothe
Kasam hai tumhe, tum agar mujhse roothe
Rahe saans jab tak
Yeh bandhan na toote
Tumhe dil diya hai, yeh vaada kiya hai
Sanam main tumhaari rahungi sada
Yeh raatein, yeh mausam
Nadi ka kinaara, yeh chanchal hawa
Kaha doh dilon ne, ke milkar
Kabhi hum na honge juda
Hmm hmm hmm hmm