menu-iconlogo
logo

Kabhi Aar Kabhi Paar

logo
歌詞
Kabhi aar kabhi Paar laga tire nazar

Kabhi aar kabhi Paar laga tire nazar

Sainya ghayal kiya re tune mora jigar

Kabhi aar kabhi Paar laga tire nazar

Kabhi aar kabhi Paar laga tire nazar

Sainya ghayal kiya re tune mora jigar

Kitana sambhala bairi

Do naino me kho gaya

Kitana sambhala bairi

Do naino me kho gaya

Dekhati rah gayi main

Toh jiya tera ho gaya

Dekhati rah gayi main

Toh jiya tera ho gaya

Dard mila yeh jeewan Bhar ka

mara aisa tir nazar ka

Dard mila yeh jeewan Bhar ka

mara aisa tir nazar ka

Luta chain karar

Kabhi aar kabhi Paar laga tire nazar

Kabhi aar kabhi Paar laga tire nazar

Sainya ghayal kiya re tune mora jigar

Kabhi aar kabhi Paar laga tire nazar

Kabhi aar kabhi Paar laga tire nazar

Sainya ghayal kiya re tune mora jigar

Pahale milan me yeh Toh

duniya ki rit hai..

Pahale milan me yeh

Toh duniya ki rit hai

Bat me gussa lekin

Dil hi dil me prit hai

Bat me gussa lekin

Dil hi dil me prit hai

Man hi man mein laddu Fute

naino me fulazadiya chhute

Man hi man mein laddu Fute

naino me fulazadiya chhute

Hothho par takrar

Kabhi aar kabhi Paar laga tire nazar

Kabhi aar kabhi Paar laga tire nazar

Sainya ghayal kiya re tune mora jigar

Kabhi aar kabhi Paar laga tire nazar

Kabhi aar kabhi Paar laga tire nazar

Sainya ghayal kiya re tune mora jigar

Kabhi Aar Kabhi Paar by Shamshad Begum - 歌詞&カバー