Iss bhoomi pe hamara karz hai
Insaaniyat hamara farz hai
Har pal hamesha achhayi baantni
Jhoothi duniya se sachhai chhaatni
Jo saath dete har samay par
Unka khayal rakhein zindagi bhar
Khayal rakhna, khayal rakhna
Tum bhi apna khayal rakhna
Chalo is Jahaan ko banaaye behtar
Sabse haseen hoga woh manzar
Wakin up every morning before the rising sun
Ready to face the day, get everything done
Jo saath dete har samay par
Unka khayal rakhein zindagi bhar
Khayal rakhna, khayal rakhna
Tum bhi apna khayal rakhna