menu-iconlogo
huatong
huatong
spectra-music-behtareen-feat-munawar-faruqui-cover-image

Behtareen (feat. Munawar Faruqui)

Spectra Musichuatong
mlane88huatong
歌詞
収録
Tod apni neend there′s a chase to begin now

Chodh mamooli yeh bheedh bann behtareen

Mod aasteen aur karle yakeen now

Asmaan ko kheech ke banana zameen

Mann mein sandeh sankoch ke vichaar

Tann tapta raha junooni khoon mein ubaal

Bemisaal nayaab mashoor teri dastaan

Hogi puri teri harr ek manokaamna

Jo sapno ko khud se jo agay rakhde

Fake shubh chintak ka kya akay bakde

Kuch bhi kaudi-kaudi

Saale dingay maray lakho ki

Baatein bant-ti mufat dhool hoti hathon ki

Jo kabil kamyaabi vahi chakhlein

Parajit hotay huye bhi tu shram karlein

Tujey lakshay mile tu chal khud ke mutaabik

Na janay de samay nischit nirnay

Chintit hokay chinta mai tu chit hoga!

Likhit naseeb tere hathon se rachit hoga

Aaj ki museebatein bhi kal ka ateet hoga

Uth bande uth mooh zabani yeh ghatit hoga

Kandhay jukte magar sarr jhuktein nahi

Honslein jo toot jaye bande rukte nahi

Chand lafz kagzo pe tu bikher tou sahi

Kismat maaray mukke vo bikharte nahi

Ghut ke kyun jeena? Ghutna tikaana nahi

Jin rishton mai ho sharat vo nibhana nahi

Ye jo zulmi zamana jo dakhal de abhi

Saalo kaamyabi milne pe mooh dikhna nahi

Tod Apni neend there's a chase to begin now

Chodh mamooli yeh bheedh bann behtareen

Mod aasteen aur karle yakeen now

Asmaan ko kheech ke banana zameen

Tod Apni neend there′s a chase to begin now

Chodh mamooli yeh bheedh bann behtareen

Mod aasteen aur karle yakeen now

Asmaan ko kheech ke banana zameen

Woh kartein hain hisaab khushiyon

Ka Par maine Gham Jodein

Dard ho Jaise majoor par

Kuwwat naa meri dum todeein!

Tooti cycle school ki

Tu bhookh se bhi ladta ja

Tuchhe muchhe cyclone

Sailaab bann aur badhta ja

Ungli ko pakad Ke chalna

Seekha hu kamzor Nahi

Kisi ungli ke ishare chal du

Aisa bhi manzoor nahi

Tu khamosh he rahega

Kehta mera shaoor sahi

Yeh Kalam Kagazi Jung

Lagalay pura zor yahi

Kuch raasta likh dega

Kuch mai likh dunga

Vo likhhte jayein mushkil

Main manzil likh dunga

Ashiyana jalakar

Asmaan batoge kaise?

Rakh ka phoenix mere parr

Tum bolo Katoge kaise?

Tera andaza lagana

Mujhpe hai Nahi sahi

Kahaani maine bayaan

Ab tak poori kari nahi

Acha waqt ho toh saare

Phir ye denge Humdardi

Khair zamana hai aisa

Galti unki bhi Nahi

Tod Apni neend there's a chase to begin now

Chodh mamooli yeh bheedh bann behtareen

Mod aasteen aur yakeen now

Asmaan ko kheech ke banana zameen

Tod Apni neend there's a chase to begin now

Chodh mamooli yeh bheedh bann behtareen

Mod aasteen aur yakeen now

Asmaan ko kheech ke banana zameen

Spectra Musicの他の作品

総て見るlogo

あなたにおすすめ