Tujhe pyaar karte hain karte rahenge
Ke dil banke dil me dhadakte rahenge
Tujhe pyaar karte hain karte rahenge
Ke dil banke dil mein
Dhadakte rahenge
Tera naam le le ke jeete rahenge
Tera naam le le ke marte rahenge
Tujhe pyaar karte hain karte rahenge
Ke dil banke dil mein
Dhadakte rahenge
Tujhe bhool jaaun ye
Mumkin nahin hai
Kahin bhi rahoon mera
Dil to yahin hain
Tujhe bhool jaaun ye
Mumkin nahin hai
Kahin bhi rahoon mera
Dil to yahin hain
Ghate chand lekin mujhe
Gham na hoga
Tera pyaar dil se kabhi kam na hoga
Guzarne ko ye din guzarte rahenge
Ke dil ban ke di me
Dhadakte rahenge
Tera naam le le ke jeete rahenge
Tera naam le le ke marte rahenge
Tujhe pyaar karte hain
Karte rahenge
Ke dil banke dil me
Dhadakte rahenge
Haseen phool ki zindgaani
Bhi kya hai
Abhi hans raha tha abhi ro raha hai
Haseen phool ki zindgaani
Bhi kya hai
Abhi hans raha tha abhi ro raha hai
Jo guzre khushi me wahi zindagi hai
Nahin to ye duniya badi besuri hai
Teri dhun me bante swarte rahenge
Ke dil banke dil me
Dhadakte rahenge
Tera naam le le ke jeete rahenge
Tera naam le le ke marte rahenge
Tujhe pyaar karte hain
Karte rahenge
Ke dil banke dil me
Dhadakte rahenge
Agar mar gaya rooh aaya karegi
Tujhe dekh kar geet gaaya karegi
Agar mar gaya rooh aaya karegi
Tujhe dekh kar geet gaaya karegi
Mujhe dekhkar tum na aansoo bahaana
Bas itni guzaarish hai
Tum muskuraana
Tere pyar me rang bharte rahenge
Ke dil banke dil me
Dhadakte rahenge
Tera naam le le ke jeete rahenge
Tera naam le le ke marte rahenge
Tujhe pyar karte hain karte rahenge
Ke dil banke dil me
Dhadakte rahenge