(M) Maine jise abhi abhi dekha hai
Kaun hai wo anjaani
Use jitna dekhun utna sochun
Kya use main keh doon
Maine jise abhi abhi dekha hai
Kaun hai wo anjaani
Woh hai koyi kali ya koyi kiran
Ya hai koyi kahaani
Use jitna dekhun utna sochun
Kya use main keh doon
Pretty woman
(F) Hey pretty woman
Dekho dekho na
Pretty woman
Pretty woman dekhte ho na
Pretty woman
Pretty woman tum bhi kaho na
Pretty woman
(M) Ho maine jise abhi abhi dekha hai
Kaun hai wo anjaani
Woh hai koyi kali ya koyi kiran
Ya hai koyi kahaani
Use jitna dekhun utna sochun
Kya use main keh doon
(F) Pretty woman dekho dekho na
Pretty woman
Pretty woman dekhte ho na
Pretty woman
Pretty woman tum bhi kaho na
Ho pretty woman
√√√√√√√√√√√√√√√
~~Search~~
Surya & Sweety
For Rocking Tracks
#Follow Us#
√√√√√√√√√√√√√√√
(F) Sone ka rang hai
Sheeshe ka ang hai
Jo dekhe dang hai kya kahun
Hairan main bhi hoon
Yeh kya andaz hai
Itna kyun naaz hai
Ismein kya raz hai kya kahun
(M) Ho woh to pal mein khush hai
Pal mein khafa
Badle woh rang har ghadi
Par jo bhi dekhun roop uska
Lagti hai hai pyaari badi
Use jitna dekhun utna sochun
Kya use main keh doon
(F) Pretty woman dekho dekho na
Pretty woman
Pretty woman dekhte ho na
Pretty woman
Pretty woman tum bhi kaho na
Ho pretty woman
√√√√√√√√√√√√√√√
Dedicated to Most
Preety Women
{MALABIKA}
√√√√√√√√√√√√√√√
(M) Aankhon mein hai nasha
Zulfon mein hai ghata
Pehle humne ada yeh haseen
Dekhi na thi kahin
Dekhi jo yeh pari
Masti dil mein bhari
Hai yeh jaadugari ya nahi
(F) Ho na to jaanu kya hai naam
Na jaanu main pata
Par itna hai maine jaana
Jise dekh le ek nazar bhar ke
Usko kar de woh deewana
Use jitna dekhun utna sochun
Kya use main keh doon
(M) Pretty woman dekho dekho na
Pretty woman
Pretty woman dekhte ho na
Pretty woman
Pretty woman tum bhi kaho na
Ho pretty woman
(M+F) Pretty woman dekho dekho na
Pretty woman
Pretty woman dekhte ho na
Pretty woman
Pretty woman tum bhi kaho na
Ho pretty woman
√√√√√√√√√√√√√√√
~~Search~~
Surya & Sweety
For Rocking Tracks
#Follow us Room No.
17 02 37
√√√√√√√√√√√√√√√