Gustaakhiyaan pyaar mein
Ho jaane de yoon be-vajah
Kar loon zaraa badmaashiyaan
Chhoo lene de kuch is tarah
Hum do badan, jaan ek hain
Aaja meri banhon mein aa
Too meri mohabbat hai
Too hee meri ibaadat hai
Hoon fanaa tere ishq mein
Tuje phir kya shikaayat hai?
Ai pal, zaraa too thahar jaa
Jee loon aise basar jaa
Phir hogee subah ye hai kisko pata
Har lamhaa mera hai tujhse judaa
Suuni-suuni in raaton kee, khwaahishen mulaaqaaton kee
Bheege-bheege jazbaaton se karthaa hoon ye vaadaa main
Too bhee aaja, too bhee aaja
Too bhee aaja, too bhee aaja
Hum do badan, jaan ek hain
Aaja meri banhon mein aa
Too meri mohabbat hai
Too hee meri ibaadat hai
Hoon fanaa tere ishq mein
Tuje phir kya shikaayat hai?
Ye aarazu thi too mujko jo milaa
Banjar ye zameen pe jaise phool khilaa
Hoon qareeb tere, phir kaisa gilaa?
Pyaar ka de kuch to sila
Bheegee-bheegee in raaton mein aur bahaki huee saanson se
Meethi-meethi in baathon mein bhigaa loon tuje banhon mein
Mere dil mein too samaa jaa
Lab tere chhoo loon, itana sata naa
Hum do badan, jaan ek hain
Aaja meri banhon mein aa
Too meri mohabbat hai
Too hee meri ibaadat hai
Hoon fanaa tere ishq mein
Tuje phir kya shikaayat hai?