Tu hi faqeer
Tu hi hai raaja
Tu hi hai sai
Tu hi hai baba
Sai naath
Sai naath
Sai naath tere
Hazaaron haath
Sai naath tere
Hazaaron haath
Jis jis ne tera
Naam liya
Jis jis ne tera
Naam liya
Tu ho liya uske saath
Sai naath
Sai naath
Sai naath tere
Hazaaron haath
Sai naath tere
Hazaaron haath
Jis jis ne tera
Naam liya
Jis jis ne tera
Naam liya
Tu ho liya uske saath
Sai naath
Sai naath
Sai naath tere
Hazaaron haath
Sai naath tere
Hazaaron haath
Itt dekhoon to
Tu laage kanhaiyaa
Utt dekhoon to
Durga maiyya
Itt dekhoon toooooo
Itt dekhoon to
Tu laage kanhaiyaa
Utt dekhoon to
Durga maiyya
Naanak ki muskaan hai mukh par
Shaan e muhammad
Bhi hai mukh par
Shaan e muhammad
Bhi hai mukh par
Sai naath
Sai naath
Raam naam ki
Hai tu maala
Gautam waala
Tujh mein ujaala
Raam naam ki
Hai tu maala
Gautam waala
Tujh mein ujaala
Neem tere ki meethi chhaya
Badle har chole ki kaaya
Badle har chole ki kaaya
Sai naath
Sai naath
Tera dar hai
Daya ka saagar
Sab mazhab
Bharte hai gaagar
Tera dar hai aye aye aye
Tera dar hai
Daya ka saagar
Sab mazhab
Bharte hai gaagar
Paawan paaras teri aag
Tera pathar kan kan raag
Tera pathar kan kan raag
Sai naath
Sai naath
Tera mandir
Sabka madina
Jo bhi aaye
Seekhe jeena
Tera mandir
Sabka madina
Jo bhi aaye
Seekhe jeena
Tu chaahe to tal jaaye ghaat
Tu hi bhola tu hi naath
Tu hi bhola tu hi naath
Sai naath
Sai naath