Tum bhi ho, main bhi hoon
Paas aao to keh doon
Aakhir kyoon pal mein yun
deewaana main ho gaya
Tumhe jo maine dekha
tumhe jo maine jaana
Tumhe jo maine dekha
tumhe jo maine jaana
Jo hosh tha voh to gaya
Badan ki yeh khushboo jagaane lagi jaadu
To hoke beqaabu dil kho gaya
Tumhe jo maine socha
tumhe jo maine maana
Tumhe jo maine dekha
tumhe jo maine jaana
Jo hosh tha voh to gaya..
Itni kyoon tum khoobsurat ho
Ke sab ko hairat ho
Duniya mein sachmuch hi rehti hai
Pariyon se bhi zyaada
pyaari si ladki koi
Haan itni kyoon bolo haseen tum ho
Jo dekhe gumsum ho
Dekho na main bhi hoon
khoya sa baheka sa
Mujhpe bhi chhaayi hai deewaangi
Tumhi ko maine pooja
tumhi ko chaaha paana
Tumhe jo maine dekha
tumhe jo maine jaana
Jo hosh tha voh to gaya
Badan ki yeh khushboo jagaane lagi jaadu
To hoke beqaabu dil kho gaya
Tumhe jo maine dekha
tumhe jo maine jaana
Tumhe jo maine dekha
tumhe jo maine jaana
Jo hosh tha voh to gaya
Tum bhi ho, main bhi hoon
Paas aao to keh doon
Tumne jo dekha to kya jaane kya ho gaya
Jaane kyoon rehti hoon khoyi si
Jaagi na soyi si
Ab dil mein armaan hai
saanson mein toofaan hai
Aankhon mein khwaabon ki hai chaandni
Haan, jaane kyoon baheka sa yeh mann hai
Maheka sa yeh tan hai
Chalti hoon itraake ithlaake
sharmaake balkhaake
Jaise koi raagini
Tumhe jo maine samjha
tumhe jo pehchaana
Tumhe jo maine dekha
tumhe jo maine jaana
Jo hosh tha voh to gaya
Badan ki yeh khushboo jagaane lagi jaadu
To hoke beqaabu dil kho gaya
Tumhe jo maine dekha
tumhe jo maine jaana
Tumhe jo maine dekha
tumhe jo maine jaana
Tumhe jo maine dekha
tumhe jo maine jaana
Tumhe jo maine dekha
tumhe jo maine jaana