Ek toh tere ghum tarpaye
Ek toh tera naam na jaye
Ek toh neend atti nahi
Uspe teri yaad raat raat bhar ayye
Raat raat bhar yaad teri atti rahi
Dil jala mai pehle se aur yeh jalati rahi
Dund ne jo nikla sukoon kuch zamane me
Cha kar bhi sala dil kahin lagaye nahi
Lagaye nai
Ek pal harshe khane me
Ghull kar pee gaya mai khat tere purane mai
Ek baat toh batao jaan theek toh ho na
Bahut waqt lagra hai tumko anne me
Aaoo ke yeh ratein ab nai khati nai jati
Harah sab tujhpe mai mujhme
Kuch bhi nai baki
Ab toh yeh alaam khabu mai nai
Rokun kaise khud ko hi bataye
Ek toh tere ghum tarpaye
Ek toh tera naam aa na jaye
Ek toh neend atti nai
Uspe teri yaad raat raat bhar ayye
Ek toh tere ghum tarpaye
Ek toh tera naam na jaye
Ek toh neend atti nahi
Uspe teri yaad raat raat bhar ayye
Kal raste me takraye gaye jo
Phairo ge kya nazar
Dekh khe humko tum hasde na
Accha lage ga hame
Thoda sawar lun
Ankhon me bhar lun
Rakh lun mai tujhe wahin
Duniya yeh ghum ho
Bas mai aur tum ho
Raat ki chadar taale
Tera naam meri saans me hai aaj bhi
Tera ilaaj is glass me hai aaj bhi
Jalla chuke ho sab nishaniya meri magar
Tera rumaal mere pass hai aaj bhi
Aaj bhi aao seenai se lago
Narazgi bhi humko tumse nai atti
Aaoo ke yeh ratein ab nai khati nai jati
Dekhun ek pal tujhko chain ayye
Ek toh tere ghum tarpaye
Ek toh tera naam na jaye
Ek toh neend atti nahi
Uspe teri yaad raat raat bhar ayye
Ek toh tere ghum tarpaye
Ek toh tera naam na jaye
Ek toh neend atti nahi
Uspe teri yaad raat raat bhar ayye
Ek toh tere ghum tarpaye
Ek toh tera naam na jaye
Ek toh neend atti nahi
Uspe teri yaad raat raat bhar ayye