menu-iconlogo
huatong
huatong
가사
기록
Mahiya

Mahiya

Ye bindiya

Teri mahiya,

Kya kiya,

Chin liya

Chori se jiya ho mahiya,

Bindiya to

Bahana hai,

Chahu tuhje

Mere mahiya

Mahiya

Hay mahiya,

Ye bindiya

Teri mahiya,

Kya kiya,

Chin liya

Chori se jiya ho mahiya

Payal teri jab jab baje

Sargam saaje mere mahiya,

Chudi teri chade mujhe

Mai lut gaya meri mahiya,

Mahiya

Mahiya

Ye chudiya

Teri mahiya,

O o o o

Kya kiya,

Chin liya

Chori se jiya ho mahiya ho,

Ye sharbati aankhen teri

Pagal kare mujhe mahiya,

Ye sandhani khushbu teri

Jeene na de mujhe mahiya,

Mahiya

O mahiya

Ye khushbu

Teri mahiya

Kya kiya,

Chin liya

Chori se jiya ho mahiya,

Khushbu ko bahana hai,

Chahu tuhje mere mahiya

Mahiya

Mahiya

Ye bindiya

Teri mahiya,

Kya kiya,

Chin liya

Chori se jiya ho mahiya,

Chori se jiye ho mahiya

Oooo mahiya

Oooo mahiya

Oooo mahiya

Oooo mahiya

Adnan Sami Khan의 다른 작품

모두 보기logo

추천 내용