maikhane mein baithe hain
aur mai ko taraste hain
maikhane mein
maikhane mein
maikhane mein
maikhane mein
maikhane mein baithe hain
aur mai ko taraste hain
maahoul hain phoolon ka
maahoul hain phoolon ka
patthar se baraste hain
maikhane mein baithe hain
aur mai ko taraste hain
deewano ki nagari mein
khush yaar bhi baste hain
deewano ki nagari mein
deewano ki nagari mein
khush yaar bhi baste hain
rakhte hain taalluk bhi
aawaaz bhi kaste hain
rakhte hain taalluk bhi
aawaaz bhi kaste hain
maahoul hain phoolon ka
maahoul hain phoolon ka
patthar se baraste hain
maikhane mein baithe hain
aur mai ko taraste hain
tum anjuman aara ho
tum anjuman aara ho
tum jaano to kya jaano
tum anjuman aara ho
sa re ma pa dha dha ni pa
ma pa ni ga ma re
dha ni re sa
ma pa dha ni re ni sa ni sa
tum anjumana aara ho
tum jaano to kya jaano
naagon ki tarah lamhe
naagon ki tarah lamhe
tanhaayi ke daste hain
naagon ki tarah lamhe
tanhaayi ke daste hain
maahoul hain phoolon ka
maahoul hain phoolon ka
patthar se baraste hain
maikhane mein baithe hain
aur mai ko taraste hain
hum ehle junoon thehre
hai mauj humaari to
hum ehle junoon thehre
hum ehle junoon thehre
hum ehle junoon thehre
hai mauj humaari to
Kuch aur hi manzil hai
Kuch aur hi raste hai
Kuch aur hi manzil hai
Kuch aur hi raste hai
maahoul hain phoolon ka
maahoul hain phoolon ka
patthar se baraste hain
maikhane mein baithe hain
aur mai ko taraste hain
aur mai ko taraste hain
aur mai ko taraste hain